Damn Lyrics by Raftaar

Damn Lyrics by Raftaar


Damn Lyrics by Raftaar
Damn Lyrics by Raftaar
Damn Lyrics by Raftaar ft Kr$na from the album Mr. Nair is the latest song sung by them. Damn song lyrics are written by Raftaar and Kr$na while the video is directed by Sachadawg.

Damn Lyrics by Raftaar

Yeah yeah..
Kabhi kabhi mujhe lage mere pichhe ek saaya
Jo aaya hai mujhe batane ki
Woh aage zyada jo chaate zamane ki
Latt badi lagi jinhe auron ka khaane ki
Haan
Kitna hi kha lenge haan
Kitna bacha lenge haan
Yeah yeah..
Bhaage jo bawarchi inke
To khud ka bana lenge kya kya kya
Khud ko sambhalenge kya
Yeh karma mitayenge haan
Khud jo hain ghar pade
Humko woh ghar pe bitha lenge kya
Par mujhe kya mujhe kya haan haan
Main kisi ki nai sunta
Mujhe poore karne armaan ghar ke
Aur sapne jo main bunnta
Kaafi dabi padi mere dil mein hain baatein
Dil se na nikle woh studio ki raatein
Aayi gayi jaane kitni hai barsaat
Jo pehle mere bhai the woh ab bhi mere sath hain
Yeah
Aakhein milaoge na ya aakhein churaoge haan haan haan
Sabse banaate ho baatein khud ko bana loge kya
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn yeah yeah
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn yeah yeah
Par ab main deta ni time
Haan ab main deta ni time yeah yeah
Par ab main deta ni time
Haan ab main deta ni time yeah yeah
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn
I don’t give a damn
Kyunki main deta ni damn
Kyunki main deta ni damn
I don’t give a damn
Par ab main deta ni time
Haan ab main deta ni time yeah yeah
Par ab main deta ni time
Haan ab main deta ni time yeah yeah
Samajh nai paate
Mujhe yeh samajh nai paate
Karte yeh bhasad ki baatein
Par chashme laga karke nazar ni aate
Main to deta ni damn
Karne mein khatam main leta ni time
Sath mein laya main yeh wali gang
Kalamkaar meri ek aadhi fame
Rakhun mere paas
Kareeb jo mere aage khaas
Baaki na karta bardaasht hai
Gaanon mein chodun main laash
Antim ardaas ae
Paisa hai paas hai meri zubaan ka
Inko to samajh ni aata
Aaj jo kala hai khud hi to kara hai
Kisi ka namak ni khaata
Keh do keh do keh do
Milna ni changes se chango
Hater hain saikadon par main hoon thankful
Karun main handle
Shukriya fans ko
Bante aaj fans book, fans book
Bante aaj fans book, fans book
Club jaise band hon
Mushkura jab jaata hoon bank ko
For Full Lyrics Visit: Songlyricsplace

Comments

Popular posts from this blog

I Hope You Break Your Neck Lyrics

Hello My Name Is Zuzie Tiktok Lyrics

Aaj bhi tu aaya na tu aana kal bhi nahi Song lyrics - Ninja